25/01/2017
3 log marne ke baad swarg ke darwaze par pahuche.
1st bola - Mai pujari hu, maine aapki zindagi bhar sewa ki mujhe andar aane do.
God - Narak mai ja.
2nd bola - Mai doctor hu. Maine zindagi bhar logo ki sewa ki mujhe andar aane do.
God - Narak mai ja.
3rd - Mai dei ka hu
God: Bas kar pagley, ab rulayega kya, chal andar aaja, tune phele se narak ki saari saza paa li hai... 😂...