15/08/2023
Nadi naale, haseen jharne hain aur uncha Himalaya hai,
Yaha ka gosha gosha ek anokhi shan waala hai.
Bulandi per Jo lehrata hai woh parcham nirala hai,
Ye azmat ka Nishan apna tiranga sabse aala hai.
Hamara Fakhr hai, armaan hai, aankhon ka tara hai,
Hamein hain Fakhr, Hindi hai hum Hindustan hamara hai ♥️....Happy independence day to all....