25/09/2026
🇮🇳 Viksit Bharat @2047 🇮🇳
Raza Inter College ke pratibhashali bachchon ne Viksit Bharat 2047 ke sapne ko apni soch, utsah aur sankalp ke saath darshaya।
Aaj ke ye yuva hi kal ke Bharat ki majboot neev hain। 🌱🇮🇳