12/05/2013
Zindagi Me Kuch Paya Or Kuch Koya,
Zindagi Na Kabhi Hasaya Or Kabhi Rulaya..
Yaad Aati Hai bahut Tere Bachpan Ki Wo Lory,
Isi Liye Tere Ghod Ke Ilawa Kahin aur Sona Nahi Chahtha Maa..
Kitna Danta Tha Tune Bachpan Me,
Ab Kyu Nhi Dandthi Tu Muje Maa..
Kabhi Tho Khila Muja Apne Hath Ki Roti,
Aaj Kal Bhuk Bohoth Lagti Hai Muje Maa..
Ghar se door hai to kabhi kabhi ghar ki yaad aati hai,
woh bachpanna, woh chhoti si mohabbat yaad aati hai,
kabhi mann hota hai ki bhul jaye sab kuch magar,
jab bhi udashota hu , to maa apki yaad aati haiā¦.!!
miss u maa.
--- happy mothers day