18/03/2021
Sanatan dharm kitna gahra h...Har soch k piche logic h.hamare yaha aabhushan striya jyadatar gale m pahanti h jo jyotish m gale ko vrishabh rasi mana jata h jiska swami b sukra hi hota h.dusra kamar m b gahne pahanti h...Jo jyotish m 7 ank ko batata h eska swami b sukra hi hota h..Tisra pero m bichiya ya payal pahanti h...Jaha 12 yani meen rashi m sukra ucch ka hota h...... great