17/07/2025
Usman e Gani Online Quran Academy
Ghar baithe Quran seekhna ab asaan hai! Usman e Gani Online Quran Academy mein hum faraham karte hain one-on-one online classes, tajurba kaar male & female tutors ke sath. Har umar ke afraad (bachay aur baray) ke liye specially designed courses:
Noorani Qaida
Quran with Tajweed
Hifz-ul-Quran
Namaz aur Masnoon Duain
Flexible timings, Urdu aur English mein taleem, aur free trial class bhi dastiyab hai. Duniya bhar se students hamare sath juda chuke hain — aap bhi apna Quranic journey aaj se shuru karein!