23/01/2025
AOA
Admin please don't show my I'd
Mera confession PHARMACY department ki welcome party ki main SAFAID (white) suit wali larki k nam ha ap mujhy boht Pasand hain ap ka bat krna ka Andaz boht acha ha laikin sakhat hy "lashkii lashkii" ap se main ny baat krny ki Koshish ki thi laikin ap ny mujhy gusy se dekha ap ki brri brri ankhain Dekh kr mainy wahan Se bhagna hi munasib smjha, apko main ny sheikh yousaf wali bus py jata dekha to awaz bhi di laikn ap ny mujh ghareeb pr ik nzar bhi naw Dali🥺 Too sad ky deikh main bhajdi asaan, jey jooti pawaan taan kafir akhain🥺
agr ho skay to rabta karain
shukariya