Research

Research Ask an Islamic Question.Share any thing for analysis.You will get an islamic research based answer.

Buhut Mashoor Aalim e deen.dyr saari kitabain likki hain.Bacho k liye b asan arabi may qasas un nabien likki hy.jo kih b...
08/11/2014

Buhut Mashoor Aalim e deen.dyr saari kitabain likki hain.Bacho k liye b asan arabi may qasas un nabien likki hy.jo kih bachpan may walid e muhtaram ny mujhy parhayi thi.ab may saath saal sy apni masjd may ye kitab parhata hun.

Abu al Hasan Ali nadwi

Abu Ala mododi.Jamat e islami k baani.Hujjiyat hadis pr kitab likki.Qadiyanio k khilaf kaam kia yahan tk kih pansi k ahk...
08/11/2014

Abu Ala mododi.Jamat e islami k baani.Hujjiyat hadis pr kitab likki.Qadiyanio k khilaf kaam kia yahan tk kih pansi k ahkamat jaari howy.Tafheem ul quran k naam pr tafseer quran likki.Buhut saary kutub likky hain.

Sayyed Abu Ala mododi

Abdullah Yusuf Ali ny angryzi zuban may Quran majid ka tarjma kia.jis may Shaka sper ki tarah tarze ada apnaie hy.Mutaba...
08/11/2014

Abdullah Yusuf Ali ny angryzi zuban may Quran majid ka tarjma kia.jis may Shaka sper ki tarah tarze ada apnaie hy.Mutabar tarjma hy.

Abdullah yusuf Ali

M***i mUhammad Shafi,M***i Taqi usmani Sahib k walid muhtaram hain.M***i Shafi aik barhy faqeeh thy.Fiqhi andaaz may taf...
08/11/2014

M***i mUhammad Shafi,M***i Taqi usmani Sahib k walid muhtaram hain.M***i Shafi aik barhy faqeeh thy.Fiqhi andaaz may tafser marif ul quran likki.Aap Ashraf ali thanwi k mureed thy.Muslim league sy munsalek thy.Tahkreek pakistan may shareek rahy.deobnd k fazel thy awr wahan ustad b rih chuky hain.Muahajer hain.

Muhammad Shafi

Shibli numani,Aik falsafi,Shaer,muarrekh thy.seerat un nabi pr nahayat jame kitab urdu may murattab ki.ye aik team work ...
08/11/2014

Shibli numani,Aik falsafi,Shaer,muarrekh thy.seerat un nabi pr nahayat jame kitab urdu may murattab ki.ye aik team work tha.Aap buhut tahqiq sy kaam lyty thy.Al mamoon,Al Ghazali,Al farooq,Maqalat e Shibli,Al kalam awr ilm ul kalam,aap ki mashoor tasaneef hain.

Shibli numani

Tafseer Usmani jo Shiekh ul hind mahmood ul Hasan sy adhori rih gayie thi inho ny mukammal ki.Sahih muslim ki zbrdst sha...
08/11/2014

Tafseer Usmani jo Shiekh ul hind mahmood ul Hasan sy adhori rih gayie thi inho ny mukammal ki.Sahih muslim ki zbrdst sharha likki.Aqal awr naqal k naam sy aik kitab likki hy.Muslim league sy talluq tha.Tahreek e Pakistan may shamel thy.Muhammad Ali Jinah ka nimaz e janaza inho ny parhaya tha.

Shabir Ahmad usmani

Charsadda k aik mashoor Aalim.inhy aik gumrah peer ny azan dyty waqt shaheed kia tha jb aap azan dy rahy thy.In ki yaad ...
08/11/2014

Charsadda k aik mashoor Aalim.inhy aik gumrah peer ny azan dyty waqt shaheed kia tha jb aap azan dy rahy thy.In ki yaad may aik buhut barha jalsa munaqad howa tha.Sherzada kaka k bayan k mutabeq aik lori log Husy gawon sy gaye thy.

Molvi Khan Badshah Shaheed azan

Shiekh Ul Quraan Muhammad Taher,Quran majid k buhut barhy aalim thy.Pathano ki islah ki.Logo ny unhy buhut azziyatain di...
08/11/2014

Shiekh Ul Quraan Muhammad Taher,Quran majid k buhut barhy aalim thy.Pathano ki islah ki.Logo ny unhy buhut azziyatain di.Hindustan pr jb angryz ka qabza tha us zamany may drs dyty thy.angryzo ny b unhy buhut sathaya.Deobnd k fazil thy awr wahan ustad b muqarrar howy.Sawabi k aik gawon panjpeer k rihny waaly thy.Shah wali ullah ka pygham pylaya.Pathano may aaj tk bdnaam awr gumnaam hain.In ho ny Khana Kaba may b aik munazara kia tha.Logo ko tawheed ka dars diya,Shirk jysi bimari ka ilaaj kia logo ko hindwana rasm o rewaj sy mana kia.Pashto,Arabi may kitabain b likki.

Shiekh ul quraan muhammad Tahir r.a

08/11/2014

Allama iqbal,In middle Shibli numani,Sir raas masawood

Buhut sy kitabo k musannef angryzi,arabi,urdu pr maharat hasel hy.
08/11/2014

Buhut sy kitabo k musannef angryzi,arabi,urdu pr maharat hasel hy.

Molana wahid udin Khan indian scholar

08/11/2014

Shiekh ul Quraan Sayyed Abdus salam rustami,date of Birth 1938-A live.Khana kaba my b dars e quraan di hy.Rustum may madrasa tha,per peshawar hijart ki.Ab Allah inhy sihat ata farmaye.

Sayyed Abusalam Rustumi.Khana kaba may b drs e quraan dyty thy.
08/11/2014

Sayyed Abusalam Rustumi.Khana kaba may b drs e quraan dyty thy.

Sheikhi Sayyed Abdusalam Rustumi

Address

Hussai, Shahbaz Garhi
Mardana
23390

Telephone

923018577748

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Research posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The University

Send a message to Research:

Share