28/08/2019
what i am thinking ka yar wo banda hostel ja raha thaa pakra gaya to ab uski jaan lo ga kya?....
means har bandy ki ak faimly hoti hai ab hum jo ghalat kam karty hain kya confidence main la kar karty hain?
matlab kisi nay soacha hoga ka wo aysa kary ga
kitnon ko main janta hun jo larky diwarain phailang kar girls hostel jaya karty tha or kitni larkian boys hostel aya karti hain bus faraq ya ka Allah nay unka parda rakha howa hai
hum sab ko apny giraban main jhankain ka hum sab kitni ghaltain karty aaye hain or Allah nay parda rakha howa hai
na koi news paper ruka publish karny sa
na kisi TV channel nay soacha ka
kitna bara aalmi masla tha na ya ......π£
iski faimly par kya guzar raha hoga
matlab i am saying log sirf enjoy karny ka lia share kar rahy hain
koi khuda khofi karo main to ya soach raha hun agar iski jaga main hota yahan main ghalti karty howe pakra jata to faimly par kya guzarti πππππ
to dusron ka lia bhe waisa soachain jaisa hum apny lia soachna chahty hain .....
i am not saying that he is rite but atleast we must keep in mind tha he has a faimly
he has a social circle....